Ism e Zaat "ALLAH" k Zikr K Faaiday

Assalam O Alaikom Pyary Dosto

ALLAH hum Sab Ka Khaliq, Maalik aor Raaziq. ALLAH Har Cheez pr Qaadir hay. Is Naye Blog may may Aap k Saath "اللّٰه" k Zikar Karney k Fawaaid Share Karoonga. Aap In Pr Amal Kr Kay Apnay aur Dosro k Lye Buhat Kuch Haasil Kr Saktay Hay.

Allah.jpg

  1. Har Nimaz k Baad 100 Dafa اللّٰه Parhnay wala Saahib Baathin o Saahib Kashaf ho jata hay.
  2. Rozana 1000 Martaba اللّٰه Parhnay say Kamaal Yaqeen Naseeb Hota hay.
  3. Aaseb zada k lye kesi bartan par "اللّٰه‎" Us bartan ki gunjaaish k baqar likh kr us ka pani aaseb zada pr charhkin tho us musallat Shaitaan jal jata hay.
  4. 66 baar "اللّٰه" likh kr dho kr mareez ko pilanay say ALLAH shifa atha farmata hay. Hwaah Aaseb ka asar q na ho.
  5. Jo shakhs "اللّٰه" ka Zikr Muhabbat Illahi ki waja say karay ga aur shak nahi karayga wo Sahib e Yaqin may say hoga.

ALL of the Above are Copied from "Islami Wazaaif ka Encyclopedia" by "Sayyed Muzammil Hussain Naqshbani" a "Rohaani Scholar".
Thanks for Visiting my Blog Share and Follow for More "WAZAAIF".

My Previous POST "WAZEEFA Intro "

wazeefa post.jpg

My Profile Banner is Below

wazeefa banner.jpg



0
0
0.000

1 comments